Featured SMS


SMS Categories



Birthday Sms In Hindi

Displaying 17-24 of 32 results.
Nov
29
2011
Har Din Se Pyara Lagta Hai Hame Ye Khaas Din...


Har din se Pyara lagta hai hame ye khaas din,
hum jise bitana nahi chahte aap bin,
Vaise to Dil deta hai sada hi Dua aapko,
phir bhi kehte hai mubarak ho JanmDin aapko.

Submitted By : Vikram
Place : Chittoor, Andhra Pradesh
130 Likes
6 Dislikes
Rating :   53 Votes


Nov
28
2011

Aapke Janmdin Par...


Aapke Janmdin par ham kamana ye karte hai
ki aap rahe sadaa-Doston ki mehfil me,
apno ke dil me, mata-pita ki duaon me aur
iswar ki chhaya me

Submitted By : Lakshman
Place : Gonda, Uttar Pradesh
92 Likes
3 Dislikes
Rating :   17 Votes


Nov
25
2011
Tera Aashiq Tere Liye Jaan-O-Dil Ka Tohfa Laaya Ha


Janam janam se janam din mein ne manaaya hai
Aisa lagta hai yeh din pehle bhi kabhi aaya hai
Shaan se yeh jaan du naam tere apni umar kar du
Tera aashiq tere liye jaan-o-dil ka tohfa laaya hai....

Submitted By : Suman
Place : Udupi, Karnataka
64 Likes
6 Dislikes
Rating :   14 Votes


Nov
20
2011

Aaj Tumhari Salgirah Hai...


Aaj tumhari salgirah hai,
Dekho hm ko yaad hai na,
Nargis,bela,Motia,lala,Juhi,Chumpa or banafsha hr
koi dekho shaad hai na,Aaj tumhari salgirah hai,
Dekho hm ko yaad hai

Submitted By : Arvind
Place : Gulbarga, Karnataka
79 Likes
9 Dislikes
Rating :   7 Votes


Nov
14
2011

Yahi Dua Karta Hu Khuda Se..


Yahi dua karta hu khuda se,
aapki zindigi mein koi Gam na ho,
Janamdin per mile hazaro khusiyan,
chahe unme shaamil hum na ho......

Submitted By : Pratima
Place : Panjim, Goa
183 Likes
6 Dislikes
Rating :   35 Votes


Oct
25
2011
Mile Apko Khusian Hi Khusian Jindegi Bhar....


mile apko khusian hi khusian jindegi bhar....
kavi ne mile koi gammmm...
aap manoo janmandin dher sare
mithaion se apne priyajano ke sang...
Happy birth day...........

Submitted By : Vipul
Place : Bharatpur, Rajasthan
69 Likes
2 Dislikes
Rating :   6 Votes


Oct
12
2011

Tohfa-E-Dil De Du...


Tohfa-e-dil de du ya de du chand taare
Janam din pe tujhe kya du yeh puche mujh se saare
Zindagi tere naam kar du bhi toh kam hai
Daaman mein bhar du har pal khushi ka mein tumhare...

Submitted By : Anand
Place : Ambala, Haryana
90 Likes
2 Dislikes
Rating :   24 Votes


Sep
26
2011

Tamnnaon Se Bhari Ho Jindgi.....


Tamnnaon se bhari ho jindgi,
Kwahisho se bhara ho har pal,
Daaman bhi chhota lagne lage,
Itani khushiya de aapko aane wala kal !!
Happy Birth Day

Submitted By : Sanjeet
Place : Pilibhit, Uttar Pradesh
187 Likes
2 Dislikes
Rating :   28 Votes